Mein jisay khwab khwab dhodhta phira barso
Wo ashk ashk meri aankh mein samaya tha.
Tera kasoor nahi jaan meri tanhai
Yeh rog mein ney hi khud jan ko lagaya tha.
Tamam shehar mein ik wo hei ajnabi mujh sey
K jis ney geet mera shehar ko sunaya tha